Dayar-E-Dil (دیاردل) lyrics by Sabir Zafar

 

Artist: Zeb Bangash and Momin Durrani
OST Diyar-E-Dil
Lyrics: Sabir Zafar
Composer: Shani Arshad

Starring Abid Ali, Sanam Saeed, Mikal Zulfiqar, Hareem Farooq, Ali Rehman, Rasheed Naz, Osman Khalid Butt, Maya Ali, Azra Mansoor, Behroz Sabzwari, Tara Mehmood, Ahmed Zaib, Eshita Mehboob, Humayun Gul etc.
Directed By Haseeb Hasan
Written Writer: Farhat ishtiaq

Network: HUM

Dayar-E-Dil (دیاردل) lyrics by Sabir Zafar

Goyan keshk aqbat taskeen ast

Awal shor ast aqbat namkeen ast

Har chanz aasiyat sang zeerey

Ee surat-e-beqrar barbin ast

(sorry for inconvenience)

Haal e dil ye dekhta tu ja

Haal e dil ye dekhta tu ja

Yaar e mann, yaar e mann aa

Yaar e mann, yaar e mann aa

Hai diyar e dil sulagta sa

Hai diyar e dil sulagta sa

Yaar e mann, yaar e mann aa

Yaar e mann, yaar e mann aa

Aik pal jo hai judai ka

Ye nahi hai bewafai ka

Aati jaati dhoop aur chahun

Gham agar hai narasai ka

Yaad bhi hai ik sahara sa

Yaad bhi hai ik sahara sa

Yaar e mann, yaar e mann aa

Yaar e mann, yaar e mann aa

Related Post